Villain Lyrics – KR$NA ft. Karma & Ikka

Hindi 788 February 19, 2021
Villain Lyrics by KR$NA ft. Karma, Ikka. The music is produced by Depo, while lyrics are written by KR$NA, Karma, Ikka. The music track was released on February 19, 2021.

Villain Lyrics

Iss khel ka main villain
Haan villain haan villain
Lagun jaise amrish puri
Apni kala ko di hai maine bhi jaan
Phir bhi mila nahi inaam
Maine praan jaise zanjeer todi

Ab bol mere humdard kaun?
I'm feeling like I'm amjad khan
Ab bol mere humdard kaun?
I'm feeling like I'm amjad khan

Kyun aise lage jaise
Mehnat ki hai bahut
Ban'ne ki ek boss
Kaafi maine di hai cost
Success se na sehmati
Na maine liye loss
Haan piyun thodi hennessey
Yeh enemies hai soft

Bade ego yeh bane rakhe hero
Around these rappers
I'm cagey like a kilo
Account mein hai zeros
Get green jaise cee lo
Saari footage kha ke
Yeh de rahe hain mujhe b-role

Underrated par bana main undebated
Most hated in the game
Par chadha main unabated aan
Dedicated aur bana main elevated
Par kabhi na celebrated
Jaise film meri rated r

Mujhe credit nahi mila iss game ka
Chaska lena fame ka na kabhi mera aim tha
Hun mogambo, iss khel ka
Befikar kyunki zikar mere name ka

Iss khel ka main villain
Haan villain haan villain
Lagun jaise amrish puri
Apni kala ko di hai maine bhi jaan
Phir mila nahi inaam
Maine praan jaise zanjeer todi

Ab bol mere humdard kaun
I'm feeling like I'm amjad khan
Ab bol mere humdard kaun
I'm feeling like I'm amjad khan

Bana ke daale 36 songs
Kabhi kabhi mile thoda kam response
Tabhi bhi main karun poore man se kaam
I think I deserve more, kasam se!

Vivek amjad khan, karma gabbar hai
Karma ghar par hai kaam faila ghar ghar hai
Aisa hai naam log sochein maine ghar bhare
Abhi bhi kaafi zimmedari mere sar par hai

Picture mein jaan maine daali
Hero koyi aur
Kaam top yahan badhe zero kahin aur
Seena saamne peeth pe keelein gadhi 100
Mehnat poori poori aur mealein mili do

Karod'on wala kaam
Hazaar mein kamayi
Woh poochhe blue tick
Kyun nahi maang lete bhai
Mili chhapte ni aap
Phir bhi aap hai tabahi
Jitna art ko hai diya
Uska half bhi ni paaya

Fu*t it!

Iss khel ka main villain
Haan villain haan villain
Lagun jaise amrish puri
Apni kala ko di hai maine bhi jaan
Phir mila nahi inaam
Maine praan jaise zanjeer todi

Ab bol mere humdard kaun
I'm feeling like I'm amjad khan
Ab bol mere humdard kaun
I'm feeling like I'm amjad khan

Pehle maqsad jaan kyun
Bana main mr. Amjad khan
Being human ke mukhaute
Ke main peechhe salman
Humne scene kara kill
Par koyi aur badnaam

Mere naam pe kitaab
Kayi pade lage fungus
Success ki main ship pe
Notorious columbus
Kehne ko to hai
Yeh parivar bahut homongous
Par apne seena cheerte hain
It's like amoung us

Death velley mein main walk karun
Death row wali chain beta rock karun
Fake sidekick apni comic se crop karun
Bhench*d 18 saal se main hip hop karun

Tufaan ke jazbaat ko tum phoonk se hype doge
13 saal ka yeh kanta hustle rakha knife dho ke
Oscar milega ledger jaise life kho ke
Aatma yeh amar tum mujhe kya hi life doge

Iss khel ka main villain
Haan villain haan villain
Lagun jaise amrish puri
Apni kala ko di hai maine bhi jaan
Phir mila nahi inaam
Maine praan jaise zanjeer todi

Ab bol mere humdard kaun
I'm feeling like I'm amjad khan
Ab bol mere humdard kaun
I'm feeling like I'm amjad khan

Submitted by  Rollteam

Last Update: July 31, 2023

**Villain by KR$NA songtext is informational and provided for educational purposes only. No representation or warranty is given as to their content. The user assumes all risks of use. LyricsRolls takes no responsibility for any loss or damage caused by such use. All content and videos related to "Villain" Song are the property and copyright of their owners.

FAQs & Knowledge

Who is the singer of "Villain" song?

"Villain" song is sung by KR$NA ft. Karma, Ikka.

Who is the lyrics writer of "Villain" song?

"Villain" song lyrics written by KR$NA, Karma, Ikka.

Who is the music producer of "Villain" song?

"Villain" song music composed & produced by Depo.

When was "Villain" song released?

"Villain" song was released on February 19, 2021.